Sunday, January 3, 2010

Safed chaadar odhe, ek sapna mujhse mila
Dhuli ret ka tukda tha, ya tha ek pal
Shayad who tha, jo peeche reh gaya, ruh ke jaane ke baad.
Kya chahta tha woh, kyun lauta hai woh?
Uske chehre ne mujhe who dikhaya,
Jo meri ruh le gaya.
Dhund.

0 comments: