Gehri khamoshi mein ek chubhan si hai
Andhera apni or kheenchta hai mujhe
Apni hi aankh se ojhal kar dena chahta hai mujhe.
Behad kush hai aaj hawa
Chandni ko saath le, naach uthi hai hala
Aaj le udenge woh sang ek saathi
Jo kai baar aakar laut gaya
Kho jaao, ud jaao
ruk jaao, tham jaao
chhod jaao, simat jaao
Aaj apne hi gham mein
Ek nayi duniya dekh aao.
0 comments:
Post a Comment